• Home
 • 2006 Noha mp3
 • Porta Shah Baba Download mp3 audio & Noha Write-up / Lyrics / Wording
2006 Noha mp3

Porta Shah Baba Download mp3 audio & Noha Write-up / Lyrics / Wording

Nadeem Sarwar 2006Porta Shah Baba Download mp3 audio

Porta Shah Baba

Purta shaah baba Noha Write-up / Lyrics / Wordings

(Alvida baba alvida baba) x2

(Gham zada karwandai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

  1. (Rukta pareshanyama) x2 porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. (Bain Sakina ka tha alvida baba) x2

Haay shaheed-e-jafa alvida baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala mei

Aur izafa huwa zulm-o-jafa mei

Koi bhi bibi nahi ab to rida mei

Haay hussaina ka hai shor fiza mei

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Zakhmi badan bekafan pyaase musafir

Tashna dahan be watan pyaase musafir

Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir

Dasht mei pamaal tan pyaase musafir

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-laila

Khaak basar khaak par wo gul-e-laila

Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila

Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsin

Kushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin

Tukre badan be khata qasim-e-kamsin

Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaan

Baba tere saath hai barsar-e-maidan

Jaan-o-dil-e-maa(n) fida shaah-e-shaheedan

Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

  1. Bali Sakina ki jaan alvida baba

Shaam chala karwaan alvida baba

Chain mujhe ab kahan alvida baba

Karti rahungi fughaan alvida baba

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

 1. (Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra) x2

Jaati hai is dasht se bali Sakina

“Sarwar-o-Rehan” tha bachi ka nawha

Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba

Related posts

Porta Shah Baba Download mp3 audio

Gymso

Hum Honge Kahin Download mp3 audio

Gymso

Kaun Qayil Tha Download mp3 audio & Noha Write-up / Lyrics / Wording

Gymso